Ab ye kab padneko milega pta nahi ye mangabuddy wale bhot late upload karte hai baki k site pe kab ka khatam ho jata hai but ye log atke rehete hain kya karu.....
nhi mangabuddy pe me isliye padti hoon kyu ki yahan pe account khul rakha hai or bookmark h dusri sites par account kholneko 100 questions puchte hain u toh ese hi padlon lekin baad me wo site ka name bhul jati hoon or account na hone ki wajah se bookmark bhi nhi hotein hai toh me bich k dhar me fas jati hoon isi liye ye manga buddy pe atakgayi hoon